Thik Tumhare Peeche (parichay)

"Thik tumhre peeche" ke rachayita ya kahiye ki ek Lekhak, ek musafir ,aur filmy jagat ke umda kalakaro me se ek : Manav Kaul

Parichay (inke kitab ke peeche likha hua): Kashmir ke bataya me paida huae Manav Kaul ki parwarish Madhya Pradesh ke Hoshangabad me hui. 2004 me 'aaranya(अरण्य) naam ke ek khwaab ka janm hua. Manav ke kaabil nirdeshan me 'sakkar ke paanch daane ' aur 'park' jaise naatako ke saath 'aaranya(अरण्य)' ne teji se desh videsh ke theater circuit me mamooli jagha banayi."peele scooter wala aadhmi" natak me Manav ne apne lekhan me is Kavyatmak lahje aur andaaz ko apnaya jiski tulna alochakon ne Nirmal Verma aur Vinod kumar Sukh ki lekhan-shaili se ki.2003 me "Jajantaram Mamantaram" se Filmy Career ki shuruwaat hui. 2013 me release hui Film 'Kai po che' me inke abhinaye ko khoob sarhaana  mili. Is saal (2016) "" aur "" ke saath bade parde par inke abhinay ki charcha ho rahi hai."" Manav Kaul ki pahli Kahani-sangra hi nahi, unke rachnatmak Safar ka ek aham padao bhi hai.  Manav Kaul Blog ko pade Jaroor. Halanki ab wo jayeda Active ni rahte blog par.